To kya aap bhi Apni Website banana chahte ho? Blog Kya hai is par site keise banaye Purijankari Hindi Main. || New Technical ||

How to Create a blog In Hindi || blogger par Website keise banaye Purijankari Hindi main ?

Newtechnical.cf

Hello dosto aaj hum blog par Website keise banaye jesa ki aaj kal jamana fashion ka hai har chij online ki jati hai har jagah net ka use hota hai or aap ko bhi agar kisi ko birthday wise karna ho ya other koi bhi jankari ke liye net ka istemal karte ho to kahi na kahi aapke dimang Mai bhi ya saval jarur aaya hoga ki yah website banti kese hai isme to tamaam jankari milti hai vo kaha hai aati hai to yah sabhi jankariya aapne aap nhi aati log apni website bana kar usme unke pass jankari hoti hai use vah apni website ya YouTube par likh kar ya video bana kar post kar dete hai hum jab jis bhi jankari ki jarurat hoti hai hum Google par search karte hai..

How can we create website in hindi ?

To chaliye aaj Mai aapko is post ke madhyam se blogger par apni khud ki website kese batate hai vo Bata ne Wala Hu or sath hi kuch photo bhi daldunga jise aap achhe se shamjh sakte hai.

How to start blog for free in Hindi ?

To ise banane ke 5 step hai aap inko achhe se samjh payege kyuki mene bahut hi saralta see bataya hai.

Step: 1




Sabse pahle aap apne phone ka crome browse open Kare.







Crome browse ke Search box Mai 
likh kar search kare.





Search karne ke baad aap blogger ki site par pahuch jaoge.
 Par click kare. 




Ab aap ko yah G-mail account se long in karne ko bolega to aap jis gmail account se Website create karna chahte ho use long in karle.


Yaha aapko teen option dekhne ko milege.
Title -jis naam se website banana ho vo naam likhe.
Address- Jo title Mai likha hai vo type kar de.

Yaha aapko problem ho sakti hai Kyuki yah not available pata sakta hai agar nahi Bata to koi baat nahi. 
Lekin agar bataye to aapko title mai Jo naam hai bahi address bar mai dalkar uske piche koi number dal dena hai.

Example : Title.         - Pal Boy Anil
                 : Address   - /palboyani2l.blogspot.com



Address dalne ke baad aapko jo theme achhi lage use select karni hai.

Or last Mai create blog 
Par click kar Dena hoga.



Ab aapki Website ban chuki hai aap isme Jo chahe vo post kar sakte hai aap chahete apni ya family ki photos & videos bhi dal sakte hai 
Or Documents link bhi upload kar sakte hain.

Q. How to create a post on blogger ?

Ab jab website ban gai hai to us par post kis tarah Kare yah question to jarur dimang Mai aaya hoga kyuki sirf website bana lene se to kuch nahi hota usme post karna bhi aana chahiye chaliye hum aap ko Bata dete hai ki post kis tarah karni hai.

Step: 2 
How to create a post on blog in Hindi ?


Aapki website kuch is tarah tyar hogi.
Isme aapko Kai option milte hai jise aap use kar sakte hain.
Main aapko sirf New Post 
Karke Bata deta hu.


Agar aapko Settings ki full jankari chahiye to niche comment kar ke bataiye jarur Mai aapko Settings ki full jankari wali post jaldi jaldi jaldne ki koshish karunga.

How to create a new post on blog ?

Aap jese hi New Post click karenge thode time wait karne ke baat kuch photo Mai dikh raha hai vesha aapke phone Mai aa jayega.

Yaha aapko jo post karna hai vo post kar sakte hain isme diye Gaye options ka use karke 

Chaliye ek photo ko post karke dikhate Hain.

Photo wale option par click karne par kuch is tarah hai box khulega isme aapko five options milte hai 


aapko choose file par click karna hai uske baad ya aap se parmisition mange ga. Use allow karna hai fir Jo bhi photo ya video upload karni ho use choose kare.


Kuch is tarah se photo ya video upload ho jayega.
Uske baat aapko kuch likhna ho to likh bhi sakte Hain.






Post tyar hone ke baad simply aapko Publish 
Kar Deni hai.





Uske baad apki post complete ho jayegi.
Apni website ka preview dekhne ke liye
View blog par click kare



To Dosto aaj Humne aapko bataya ki Website keise banaye or usme post kese Publish Kare to ummid karta hu aapko samjh aaya hoga agar fir bhi koi problem ho to comment karke ya Mera Email Palanilpalanil2645@gmail.com par bhi Contact kar sakte hai. Dhanywad 




Post a Comment

2 Comments

  1. I read this post for blogging your post so nice and very informative post thanks for sharing this post

    ReplyDelete