Adobe Photoshop CS5 Course 1/10 part and 2nd part coming next week in Hindi || New Technical ||

Adobe Photoshop CS5 Course Introduction In Hindi.

To guys Jesa ki mene bola tha ki Photoshop ka 10 part hoge to yah frist part hai or har week ek part upload hota Rahe ga time 08.00 PM .

To hum Photoshop ko basic se start karenge or full information denge. Get started

Adobe photoshop course



what is photoshop ? what is use of photoshop ? 

Photoshop image processing ke liye pryog hone wala sabse sakti shali Software hai . 

Photoshop ka upyog photo or image main Editing, Cutting or mixing ke liye hota hai .

iske alava iska upyog layout tyar karne ke liye upyogi hai .
 is Software ki madd se aap log . purane photo ko sudharne ke liye, Browser Banane ke liye. Website ko degin karne ke liye kar sakte hai. or bhi bahut se kaam kiye jate hain.

Aavasyak hardware :

yadi aap Photoshop ke CS5 Sanskaran ko apne PC par install karna Chate hai to aapke pass onfiguration ka Computer hona chahiye.

processer :

yah Software Intel Pentium-4 ya to fir AMD Athlon 64 Processor par Achhe se Kaam karta hai.

Operating system :

Operating system ke rop main aap Microsoft Window XP with service pack 3, Window Vista, Home Primiyam, Altimate ya to fir Enterprise with service pack 1 ya service pack 2, Windows 7 ka upyog kar sakte hai.

Memory :

aapke parsonal Computer main 1 GB Ram honi Chahiye. 

Hard Disk :

Aapke computer main lagi hard Disk main Photoshop ke installed hone ke liye 1 GB RAM honi jaruri hai. Hard Disk main jitni jagah khali hogi Photoshop utni hi teji se work karega .



yah to ho gai iski Requirements ab hum baat karenge ki Photoshop CS5 main naya kya hai ?

What's New In Photoshop CS5 ?

Photoshop CS5 main jatil image ka selection aasani se kar sakte hai. example- her image Ritching, Rialastic printing or 3D Extrusions aasani se kar sakte hai.

- mixer brush tool ke prayog se image ko bahut Sundar painting effect de sakte hain.

- papit rep command ke prayog se graphics texter yeah image ko rep stretch Karke naya Roop de sakte hain.


-Cantent over fill command ke prayog se  image ya object ko Dur Karke Uske Piche wale Hisse mein jo colour fill karna ho vah colour  image ke jagah par Bhara Ja sakta hai.

- 3D logo aur artwork Kisi bhi text layout, selection, path mein se Adobe Ripaund command ke prayog se kar sakte hain.

- object ko 3D menu ke prayog se 3D effect de sakte hain Iske prayog se shadow creation image light Jassi effect set kar sakte hain.

Photo shop CS5 mein aasani se Media ka sanchalan kar sakte hain.


Photoshop interface :

Photoshop ko install karne ke liye aur aur isme work karne ke liye

1. Sabse pahle Windows XP ke start button par click Karen.

2. All programs per click Kare.

3. Is main aapko adobe master Collection CS5 number group ke antargat Photoshop cs5 Dikhai dega is Vikalp par click Karen.

Aapko Adobe ko Run karna hai isliye Upmanyu Mein Dikhai de raha Rahe Adobe Photoshop CS5 Naam Ke Vikalp par click Karen click ke bad  kuch second Main iski welcome screen aapke Samne Dikhai Dekhe gi.

welcome screenshot 
Newtechnical.cf

chaliye ab hum isme kya kya hai uske bare main jante hai.

*Options*
Option war  menu bar ki niche ki or uplabdh hai Iske prayog se Toolbox mein main se jo tool select kiye ho Uske Anuroop option Dikhai Denge

*Image Window*
is window se Edit ki gai photo dekh sakte hai.

*Image Title War*
Jab koi bhi image Photoshop mein open karte hain tab image title bar image ke Anurup Jankari pradarshit karta hai


*Lonch Brij*
Brij ka prayog Web ya mobile device mein se cantent ko create karne ke liye Hota Hai

*Status war*
Status bar current magnification aur active image Aaj Ki size aur uske Alawa active tool ki jankari pradarshit karta hai.

*Ruler*
Rula ke prayog se image mein Chokas  pvait or Grid pvait ka map le sakte hain.

Post a Comment

0 Comments